Vocal: Arijit Singh, Music: Amaal Mallik, Lyrics: Manoj Muntashir, Artist: Disha Patani, Sushant Singh Rajput
Lyrics
yeh lamha jo thehra hai, mera hai ye tera hai
yeh lamha main jee lu zara
tujhme khoya rahu main, mujhme khoyi rahe tu
khud ko dhundh lenge phir kabhi
tujhse milta rahu main, mujhse milti rahe tu
khud se hum milenge phir kabhi, haa phir kabhi
kyun bewajah gungunaaye, kyun bewajah muskuraaye
palke chamakne lagi hai, ab khwaab kaise chupaaye
behki si baate kar le, hans hans ke aankhe bhar le
yeh behoshiya phir kaha

dil pe taras aa raha hai, pagal kahi ho na jaaye
wo bhi main sunane laga hu, jo tum kabhi keh na paaye
yeh subah phir aayegi, yeh shaame phir aayengi
yeh nazdikiyaa phir kaha