Vocal: Sunidhi Chauhan, Arijit Singh, Music: Mithoon, Lyrics: Sayeed Quadri, Artist: Erika Kaar,Ajay Devgn
Lyrics
iss qadar tu mujhe pyaar kar
jise kabhi na main saku phir bhula
zindagi laayi hume yaha
koi iraada toh raha hoga bhala
ki darkhast hai yeh, jo aayi raat hai yeh
tu meri baahon mein duniya bhula de
jo ab lamhaat hai yeh, bade hi khaas hai yeh
tu meri baahon mein duniya bhula de (x2)
raaho me mere saath chal tu
thaame mera haath chal tu
waqt jitna bhi ho haasil, saara mere naam kar tu
waqt jitna bhi ho haasil, saara mere naam kar tu
ki armaan hai yeh, guzaarish jaan hai yeh
tu meri baaho me duniya bhula de
jo ab lamhaat hai yeh, jo ab lamhaat hai yeh
bade hi khaas hai yeh, bade hi khaas hai yeh
tu meri baaho me duniya bhula de
lamz jismo pe aise sajaaye
baarisho se bhi woh dhul na paaye
tu meri baaho me duniya bhula de
ho naksh lamho pe aise banaaye
muddato se bhi woh mit na paaye
tu meri baaho me duniya bhula de
tujhse toh hu main yu bohat mutassir
par kya karu main hu ek musafir
kaisi khushi hai jisme nami hai
jaane tu ye ya jaane na, o
jo jazbaat hai yeh, jo jazbaat hai yeh
bade hi pak hai yeh, bade hi pak hai yeh
tu meri baahon mein duniya bhula de
jo ab lamhaat hai yeh, jo ab lamhaat hai yeh
bade hi khaas hai yeh, bade hi khaas hai yeh
tu meri baaho me duniya bhula de
tu meri baaho me duniya bhula de
bhula de, bhula de
tu meri baaho me duniya bhula de
bhula de, bhula de, bhula de
ki darkhaast hai yeh, jo aayi raat hai yeh